Friday, April 27, 2018

Computer Me Screensaver Wallpaper Kaise Set Kare

Computer Me Screensaver Wallpaper Kaise Set Kare


Computer Me Screensaver Wallpaper Kaise Set Kare


computer ya laptop me video wallpaper lagana bahut aasan hai aaj mai aapko ye hi bataunga ki hum apne computer me live wallpaper ya screen saver wallpaper kaise set karte hai Dosto aapne bahut se tricks internet par sikhte honge lekin mai aapko bata du ki mere site ka tricks dusre site se jara hatke hota hai agar aap log daily kuch na kuch naya tricks computer internet ya android mobile se related sikhna chahte hai to aap mere site ko visit karte hai


mai yaha par aapko live screensaver ko computer me set karne ke bare me bata raha hu ye aapne abhi tak android mobile me hi dekha hoga lekin maine iska bhi solution nikal diya ki computer ya laptop me video walpaper kaise set karte hai chaliye jante hai kaise

video-wallpaper


PC Laptop Ya Computer Me Video Wallpaper Kaise Set Kare


Agar Aap apne computer ya laptop par video wallpaper ya screensaver set karna chahte hai to sabse pehle aapko VLc Player Download Karna Hoga tabhi aap apne computer desttop par live wallpaper ka maja le sakte hai


VLC Player Download Karne Ke Liye Yaha Click Kare


Step 1: Sabse Pehle Aapko VLC Player Open Kare


Step 2: Ab Aapko Tool Par Click Kare Phir Preferences Par Click Kare


Step 3: Uske Bad Aapko Video Tab Par Click Karna Hai Uske Bad Aap Mein Directx Video Output Select Karke Save Par Click Kare


Step 4: Ab Aap Jo Video Desktop par lagana chahte hai usko aap vlc me play kare uske bad aap video tab par click karke set wallpaper par click karde uske bad aap vlc player ko minimize karde bas ho gaya wo video aapke computer ya desktop par set ho jayega


To dosto ummid karta hu ye post aapko jarur pasand aaya hoga aur agar aapko par problem aati hai to aap turant comment karke puch sakte hai agar aap chahe to computer se related aur bhi koi tricks puch sakte hai



Computer se related post:

Corrupted Memory Ko Kaise Format Kare
Number use kiye bina whatsapp kaise chalaye
Apne Naam Ki Ringtone Kaise Download Kare
Playstore Par Kisi Bhi Softwere Apps Ko Free Me Kaise Download Kare

COMPUTER KI SPEED FAST KAISE KARE 5 TARIKE SE

COMPUTER KA PASSWORD KAISE UNLOCK KARE

Dosto agar aapko jankari atcha laga hoto ek comment to jarur banta hai thanks bolne ke liye aur mere site ko facebook page jarur like kare


visit link download